Yeh
Wada Raha
La, la la la la la, la la la la la la la
La, la la la la, la la la la la
tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
tu hai jahan main hoon vahan
ab to yeh jeena tere bin hai saza
o mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2
phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
la la la la la, la la la la la
main aawaaz hoon to tu hai geet mera - 2
jahan se niraala manmeet mera
mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
o mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
tu hai jahan main hoon vahan
ab to yeh jeena tere bin hai saza
kisi mod pe bhi na yeh saath toote
mere haath se tera daaman na chhoote
la la, la la la, la la la
kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe
mere pyaar ki koi khushiyaan na loote
mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
o mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
tu hai jahan main hoon vahan
ab to yeh jeena tere bin hai saza
tujhe main jahan ki nazar se chura loon
kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon
kabhi zindagi mein pade mushkilein to
mujhe tu sambha le, tujhe main sambha loon
o mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2
phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
tu hai jahan main hoon vahan
ab to yeh jeena tere bin hai saza
o la la la la la la, la la la la la la la la
phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
yeh vaada raha
|
Фильм:
Yeh
Wada Raha
(1982)
Песня:
Обещание
В ролях: Shammi Kapoor, Tina Munim
Песню исполняют: Kishore Kumar, Asha Bhonsle
Ты,
ты тот, кого мое сердце назвало своим.
Где ты, там и я.
Сейчас, эта жизнь без тебя – наказание.
Припев:
О, давай встретимся (соединимся) как
Две волны,
И никогда не расстанемся.
Да, это (наше) обещание.
Если
я голос, то ты моя песня.
Особенней чем весь мир моя любовь.
Припев
Пусть
наше общество (связь, бытие вместе)
никогда не распадется на каком-то
повороте.
Пусть из моей руки твое сари никогда не
выскользнет.
Пусть даже во сне ты никогда не будешь
недовольна мной.
Пусть никто не похитит счастье моей
любви.
Припев
Я
тебя похищу от взглядов мира,
Где-то в уголке сердца тебя спрячу.
Если когда-нибудь в жизни мы окажемся в
затруднительном положении,
Ты меня поддержи, я тебя поддержу.
Припев
|
Kabhi
main kahoon
yeh kya ho gaya
sapna mera sacha ho gaya
kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
ke maine tumhe yeh dil de diya
kabhi main sunoon, kabhi tum suno
ke maine tumhe yeh dil de diya
kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
ke maine tumhe yeh dil de diya
paas paas hum saath saath yun baithe rahe
ek dusre se yehi kehte rahe
paas paas hum saath saath yun baithe rahe
ek dusre se yehi kehte rahe
kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
ke maine tumhe yeh dil de diya
kabhi main sunoon, kabhi tum suno
ke maine tumhe yeh dil de diya
chalte rahe, udte rahe, hum behte rahe - 2
ek dusre se yehi kehte rahe
kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
ke maine tumhe yeh dil de diya
kabhi main sunoon, kabhi tum suno
ke maine tumhe yeh dil de diya
dard-e-dil, dard-e-jigar hum sehte rahe
ek dusre se yehi kehte rahe
dard-e-dil, dard-e-jigar hum sehte rahe
ek dusre se yehi kehte rahe
kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
ke maine tumhe yeh dil de diya
kabhi main sunoon, kabhi tum suno
ke maine tumhe yeh dil de diya
ke maine tumhe yeh dil de diya
(ke maine tumhe yeh dil de diya)
(ke maine tumhe yeh dil de diya)
mm hmm hmm hmm hmm, mm mm mm
mm hmm, la la la la la
|
Фильм:
Lamhe
(1991)
Песня:
То
я говорю, то ты говоришь
В ролях: Anil Kapoor, Sridevi
Песню исполняют: Lata Mangeshkar, Hariharan
Хор:
Что случилось?
Ж:
Моя мечта осуществилась.
Припев:
То я говорю, то ты говоришь:
«Я тебе отдал(а) мое сердце».
М: То я слышу, то ты слышишь:
«Я тебе отдал(а) мое сердце».
Ж: То я говорю, то ты говоришь:
«Я тебе отдал(а) мое сердце».
Давай
сидеть всегда вместе
И говорить это друг другу.
М:
Давай сидеть всегда вместе
И говорить это друг другу.
Ж:
То я говорю, то ты говоришь:
«Я тебе отдал(а) мое сердце».
М:
То я слышу, то ты слышишь:
«Я тебе отдал(а) мое сердце».
Ж:
Давай идти, лететь, течь
М: И говорить это друг другу.
Припев
Ж:
Тоску (боль сердца) мы терпим.
И говорим это друг другу:
Припев
|